Kaun Mai Ha Tum Lyrics Ajnabee [2001]

Kaun Mai Ha Tum Lyrics Ajnabee [2001]


Kaun Mai Ha Tum Song Lyrics from Hindi Movie Ajnabee [2001]: Kaun Mai Ha Tum Lyrics written by Sameer and song sung by Adnan Sami, Akshay Kumar, Alka Yagnik, Bobby Deol, Kareena Kapoor, Kumar Sanu, Sonu Nigam, Sunidhi Chauhan, Udit Narayan starring Akshay Kumar, Bobby Deol, Kareena Kapoor, Bipasha Basu, Johny Lever, Amita Nangia, Dalip Tahil, Sharat Saxena, Mink, Sheila Sharma, Narendra Bedi, Amrit Patel.

Lyrics Information:

Singer: Adnan Sami, Akshay Kumar, Alka Yagnik, Bobby Deol, Kareena Kapoor, Kumar Sanu, Sonu Nigam, Sunidhi Chauhan, Udit Narayan
Album: Ajnabee [2001]
Lyricist: Sameer


Kaun Mai Ha Tum Song Lyrics

ha tumhe tumhe tumhe ham chahte hai
ha tumhe tumhe tumhe ham chahte hai
dekho na tumse dur jakar tumhare paas aate hai
kaun mai, ha tum, bus tum, o ho
ha tumhe tumhe tumhe ham chahte hai
ha tumhe tumhe tumhe ham chahte hai
dekho na tumse dur jakar tumhare paas aate hai
kaun mai, ha tum, bus tum, o ho

thodi si masti thoda nasha hai, kaise batau is dil me kya hai
koyi ada se bijali giraye, koyi najar se jaadu chalaye
jana maine jana hai, too mera diwana hai
koyi anjana hai, koyi pareshan hai
kaun mai, ha tum, bus tum, o ho
ha tumhe tumhe tumhe ham chahte hai
ha tumhe tumhe tumhe ham chahte hai
dekho na tumse dur jakar tumhare paas aate hai
kaun mai, ha tum, bus tum, o ho

ho yeh husn tera katil bada hai, sara jamana ispe fida hai
karne lagi hai rut beyimani, bachke hai rehna hamko diwani
dekho ankho ankho me, aisi mulakato me
lute koyi baato me, dekhe koyi pyar se
kaun mai, ha tum, bus tum, o ho
ha tumhe tumhe tumhe ham chahte hai
ha tumhe tumhe tumhe ham chahte hai
dekho na tumse dur jakar tumhare paas aate hai
kaun mai, ha tum, bus tum, o ho
kaun mai, ha tum, bus tum, o ho

0 Comments